Abhimantirt • Sidh • Divya Shakti se Bharpoor
Ashok Kumar dwara poorn vidhi-vidhan se sidh aur abhimantirt Hanuman Ji Ki Gada ek pavitra urja ka prateek hai. Isme Sankat-Mochan ki shakti, raksha, sahas aur safalta ki divya kripa samaahit ki gayi hai. Har ek gada ko dhyaan, mantra-jaap aur sadhana ke madhyam se sidh kiya jata hai, taaki aap tak asli pavitra urja pahunch sake.
Key Benefits:
Shakti aur sahas mein vriddhi
Negativity se raksha
Kaarya-safalta aur mann-shanti
Hanuman ji ki kripa ka divya sparsh
Ideal For:
Ghar, mandir, dukaan, vyapar sthal, ya vyakti gat raksha aur shakti prapti ke liye.